Anjeer (Figs) ka Scientific name Ficus Carica hai, Is men Protien , Lipids , Sodium , Potassium , Calcium , mangnessium , Iron , Copper , Phosphores aur Sulphur Chlorin hota hai.
Anjeer khany se Bawaseer khatam ho jati hai or Rheuma jorhon k dard men mufeed hai. Constipation , Chiken Pox , Asthama , Cough door krti hai, Colour fair krti hai, Constipation khatam krne ke liy 5 dany aur Fats kam krne ke ley 3 dany rozana kafi hen. Post Anjeer Arq-e-Gulab men pees kr ke Leucoderma Bars ke dano par lagaen, Sath hi adh chatank anjeer khilaen theek ho jaen gy.
Methi dana Anjeer paka ker gharha ker ke Shehad mila ker rozana khilaen, Is se Orton men Periods ki kami durust ho jati hai or Dhoodh bhi ziyada peda hota haai. Hasteria yan Abdominal Pain ko door krta hai. Shakar aur sirka mila ker chatane se galy ka Trachea ka worm theek ho jata hai aur kamar dard jata rehta hai. Anjeer ke darakht men roti bhigo ker dant ke sorakh men rakhen, Dard theek ho jay ga.
Anjeer k dhoodh men Joo ka atta ghondh ker Bars ke dano per lagaen theek ho jayen gy. Chehry ke daagh door krta hai. Gal Bllader ki sozish aur Stone ki surat men kasni aur kalvanji mila ker pees ker khaen sath 2 dane Anjeer ke nihar moun khaen 1 mah me theek ho jae gi. Bawaseer men Anjeer aur Shehad khaen 4 se 10 mah me theek ho jae gi.
Anjeer khane se Blood Pressure kam hota hai, Blood ki kami door hoti hai, Lungs ki sozish ko faida hota hai, Dant ka dard door aur moun ke chaly theek ho jaty hen. Anjeer khane se Blood Cappallaries theek rehti hen, Kidney ki her takleef men aram ho jata hai aur Kidney bhi change nai karni parhti. Kidney Stone ba-asani nikal jata hai. Heart Attack k case men Ajwa Khajooren ghuthli sameet pees ker Subha k waqt khilaen aur Aser ke waqt Anjeeren khilaen.
Figs (Anjeer) is useful dry-fruit, Which mostly use in Winter season for its many Health Benefits & Advantages for human body.
Post a Comment